14 August Song | Aayat Arif | Parcham Hamara Aik Hai | 14 August Special | Pakistan Zindabad

Опубликовано: 01 Январь 1970
на канале: Aayat Arif
945,238
7.5k

#aayatarif #14august #ParchamHamaraAikHai

14 August Song | Aayat Arif | Parcham Hamara Aik Hai | 14 August Special | Pakistan Zindabad

🎧Track: Parcham Hamara Aik Hai
🎤Artist:Aayat Arif
🎬Director,Producer And Audio: Arif jellani
📝Poetry: Zaheer Zarf
🎶Music: Faisal Ashraf And Ashraf Ali
📓Composition: Ahsan Ashraf
🎬Dop & Edit: Shehreyar khan

Cast:
M.basil moiz
Syeda Samama
Ahmed Imran khan
Hunain Faisal
Shanzay jamil
Eman Noor
Rayyan
Syeda Samia
M.Ayan khan
Bareerah faraz
Wardrobe:Moosa & sons
Stylist: Eman Arif

LYRICS:-
Mere watan, tera shukriya
sab kuch mujhe tu ne diya
Mere watan, mitti teri
surma hai, meri aankh ka

Hum aek thay, hum aek hain,
koi kary kaisy juda
Parcham hamara aek hai
aur aek hi hai apna khuda

Meri ankhon ka khwab Pakistan
Phoolon ki khushboo gulab Pakistan
Sab se hai nayab Pakistan
Hai khubsoort Mahtaab Pakistan


Meri hani, mari heer hai tu,
Meri rooh ki taskeen hai tu

Dil ki Paak Dua hai tu
Mery Rab ki ata hai tu

Dil SE niklti hai Dua
Tu hai Khuda ka mohjza

Parcham humara aek hai
Aur aek hi hai apna Khuda

Meri ankhon ka khwab Pakistan
Phoolon ki khushboo gulab Pakistan
Sab se hai nayab Pakistan
Hai khubsoort Mahtaab Pakistan


Pyari Dharti tu hai janat Meri
Basy Meri sanson mein Khushboo Teri

Tumhari Paak mitti ki koi nazeer nahi
Yeh Rabb ka karm hai buland Shan rakhti hy

Yeh Jan o Dil tujh pe fida
Oncha rahy jhanda sada

Parcham humara aek hai
Aur aek hi hai apna Khuda

Meri ankhon ka khwab Pakistan
Phoolon ki khushboo gulab Pakistan
Sab se hai nayab Pakistan
Hai khubsoort Mahtaab Pakistan


Смотрите видео 14 August Song | Aayat Arif | Parcham Hamara Aik Hai | 14 August Special | Pakistan Zindabad онлайн без регистрации, длительностью часов минут секунд в хорошем качестве. Это видео добавил пользователь Aayat Arif 01 Январь 1970, не забудьте поделиться им ссылкой с друзьями и знакомыми, на нашем сайте его посмотрели 945,23 раз и оно понравилось 7.5 тысяч людям.