sabko naach nachata,phir bhi nazar nahi jo aata..Manna Dey_Bharat Vyas_Shivram..a tribute

Опубликовано: 10 Ноябрь 2019
на канале: mastkalandr
48,173
574

Song: sabko naach nachata,phir bhi nazar nahin jo aata..
Film : Kan Kan Mein Bhagwan,1963,
Singers : Manna Dey and Chorus,
Lyricist: Bharat Vyas,
Music Director: Shivram,pt shivram Krishna,
Cast: Anita Guha,Mahipal,Krishna Kumari,Ratnamala,Ram Singh,Raja Nene,Yunus Parvez,Ajit,Rehana,
Director: Babubhai Mistry,
Producer : Mahipatroy Shaha,
Production Co. : Roopkala Pictures,
Genre: Mythological,

Lyrics :-
sab ko naach nachata
phir bhi nazar nahin jo aata
sab ko naach nachata
phir bhi nazar nahin jo aata
aisi duniya ko bananewala kaun hai
wohi shyaam hai
ghanshyaam hai
ambar se paani barsaata
patthar mein jo phool khilata
aisi duniya ko banaanewala kaun hai
wohi shyaam hai
ghanshyaam hai

mala ghumaane se woh nahi milta
woh nahi milta
bhasma lagane se woh nahi hilta
woh nahi hilta
jopadiyon me phool woh khilta
phool woh khilta
koi garib ke aansoo me milta
aansoo me milta
wohi pita hai wohi mata
wohi sabka bhaagya vidhata
aisa sarjanhaara sabka pyaara kaun hai
wohi shyaam hai ghanshyaam hai
sab ko naach nachata phir bhi nazar nahin jo aata
aisi duniya ko bananewala kaun hai
wohi shyaam hai ghanshyaam hai

ek hai raja ek bhikhari kyoon
ek bhikhari
ek achhut aur ek poojaari kyoon
ek poojaari
yeh bhed paapi humne banaaya hai
humne banaaye
woh to sabhi ke hai tan me samaya
man mein samaya
sab ko ek pyaarse seecha
koi oonch na koi neecha
aisa ek samaan samajhnewala kaun hai
wohi shyaam hai ghanshyaam hai
sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata
aisi duniya ko banaanewaala kaun hai
wohi shyaam hai ghanshyaam hai
radheshyaam hai ghanshyaam hai
radheshyaam hai ghanshyaam hai....

A lower-caste devotee of Bhagwan Shri Krishan faces life-threatening challenges from upper-caste and wealthy people..
Storyline :-
Jainath is born in a lower-caste family, consisting of his father, Raghu, and house-wife mother. In his childhood itself he incurs the wrath of upper-caste Hindus, led by Badey Thakur, when he dares to venture in the Mandir of Bhagwan Shri Krishan. Sage Atmanand intervenes, makes him a disciple and teaches him about the Ved and Bhagwad Geeta. When he grows up he meets with Roopa, who is also a low-caste, and both fall in love much to the chagrin of her maternal uncle, Kallu, who dislikes Jainath. Then Badey Thakur sees Roopa and would like to make her his own despite of her background, but she rejects him. The humiliated Thakur sets a trap with others in the community that will ensure that her uncle gets enough wealth to get her married to an elderly male - while Jainath will be arrested, brought before the Maharaja - and sentenced to death. Written by rAjOo


Смотрите видео sabko naach nachata,phir bhi nazar nahi jo aata..Manna Dey_Bharat Vyas_Shivram..a tribute онлайн без регистрации, длительностью часов минут секунд в хорошем качестве. Это видео добавил пользователь mastkalandr 10 Ноябрь 2019, не забудьте поделиться им ссылкой с друзьями и знакомыми, на нашем сайте его посмотрели 48,173 раз и оно понравилось 574 людям.